Loading...
Meri bhabhi humein bahut tang kar rahi hai aur uski family, including uska bhai, bhi uske saath hai. Woh hum behno ko aur humare papa ko bhi pareshan kar rahe hain. Woh ghar se nikalne ki dhamki deti hai aur case karne ki bhi dhamki de rahi hai, jo hamari mental health ko bahut affect kar rahi hai. Woh suicide ki dhamki bhi deti hai. Hum kya karein? Police se madad kaise lein? Kripya madad karein.
महोदय, आप उत्पीड़न और धमकियों के लिए एक विशेषज्ञ वकील की मदद से शिकायत दर्ज कर सकते हैं जो आपके अधिकारों की रक्षा करने में आपकी सहायता करेगा। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारे हेल्पलाइन नंबर पर हमसे संपर्क करें।