Loading...
Kya ek pita apne 7 saal ke bachee ki custody le sakta hai
Hello sir,
wese toh pehla haq child custody ka maa ka hota hai, agar maa bacche ka khyal acche se nahi rakhti hai ya unka posan acche se nhi kar pati hai tou pita ka haq banta hai custody ka demand krne ka, or agar bacche ka rujhan apke orh hai toh aap custody ka demand kr skte ho.
Baki agar koi samasya ho toh aap humare helpline number par call kr skte ho, Jaha apko guide kiya jaega.