Loading...
Meri ek marriage ho chuki hai separation bhi ho chuka hai 2 yr pehle ab main marriage karna chahta hu. Divorce sab legally way me ho chuka hai partner ne marriage bhi kar li hai. Main jis ladki se karna chahta hu wo sc cast ki hai hum dono and family sab ready hai but mujhe court marriage ko lekar doubt hai ki kara jae ya na kari jae ladki court marriage pe jyada pressure de rhi hai kya ye sahi hai. Kya court marriage se main apne aap ko safe kaise karu ki baad me wo dowry ka case na laga paye.
महोदय, वर्तमान समय में शादी करने का सबसे अच्छा तरीका उचित कानूनी प्रक्रिया है जिससे दोनों पक्षों को कानूनी लाभ मिलता है। हम आपको सुझाव देंगे कि आप कोर्ट मैरिज यह सुनिश्चित करके करें कि यह विवाह अधिनियम, जो भी लागू हो, के दिशानिर्देशों के अनुसार किया जाए। अधिक जानकारी या बुकिंग के लिए हमारे हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।