Loading...
Sir, meri shaadi zabardasti karwaayi gayi thi. Ab main dusri shaadi karna chahta hoon. Jab maine yeh baat apne ghar walon ko batayi, toh unhone mujhe ghar se nikaal diya. Meri pehli wife meri maa ke paas reh rahi hai. Kya main second marriage kar sakta hoon? Meri pehli wife ko koi problem nahi hai, lekin woh mujhe talaaq dena nahi chahti, kyunki use meri maa ke paas rehna hai.
जब तक पहली शादी कोर्ट से तलाक लेकर खत्म नहीं होती, आप दूसरी शादी नहीं कर सकते। चाहे आपकी पत्नी को कोई आपत्ति न हो, फिर भी कानूनन यह बिगैमी माना जाएगा और सजा हो सकती है। आप तलाक के लिए कोर्ट में अर्जी दे सकते हैं, जैसे मानसिक प्रताड़ना के आधार पर। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।