Loading...
Sir, maine love marriage ki hai. Mera pati drugs karta hai aur bechta bhi hai. Mujhse kehta hai galat kaam kar ya sahi, par mujhe drugs ke paise dila. In sab mein uski maa-baap bhi shamil hain. Main ek izzatdaar ghar se belong karti hoon, main ye sab nahi kar sakti. Mere gharwale mujhse milte nahi. Ye log mere bhai aur baap ko jaan se marne ki dhamki dete hain aur ek aadmi jo mera support karta hai usko bhi jhoote ilzamon mein fasana chahte hain. Please sir mujhe koi badnaami nahi chahiye aur na hi kuch aur. Main chahti hoon ki hamare desh ka kanoon sachchai ke liye kuch kare, jhooton aur rishwat dene walon ke liye nahi. Please help me warna main mar jaungi.
अगर पति नशे का कारोबार करता है और आपको या आपके परिवार को धमकाता है, तो तुरंत पुलिस में FIR दर्ज कराएँ। NDPS Act के तहत यह गंभीर अपराध है। आप घरेलू हिंसा कानून से सुरक्षा आदेश और खर्च भी मांग सकती हैं। कोर्ट से अलग रहने और सुरक्षित आश्रय का हक आपको मिलेगा। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।