Loading...
Meri shaadi ko lagbhag 6 saal ho chuke hain. Pehle ek saal sab theek tha, lekin baad mein pati drink karke mere saath maarpeet, gaali-galauj aur jaan se maarne ki dhamki dene lage. Woh mujhe raat mein ghar se nikal dete hain, mera samaan aur paise le lete hain aur kabhi-kabhi ghar mein band karke chale jaate hain. Family ki kai baar samjhaish ke baad bhi situation nahi badli. Unke dusri ladkiyon se bhi relations hain. Main bahut dari hui aur pareshan hoon. Aisi situation mein main kya legal action le sakti hoon.
यदि आपके साथ मारपीट, धमकी देना और मानसिक/शारीरिक अत्याचार हो रहा है, तो आपको तुरंत पुलिस में शिकायत दर्ज करनी चाहिए। आप घरेलू हिंसा अधिनियम के तहत केस भी दर्ज कर सकती हैं। आप सुरक्षा आदेश के लिए अदालत से भी आवेदन कर सकती हैं। अपनी सुरक्षा के लिए आपको एक वकील से कानूनी सलाह लेनी चाहिए। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।