Loading...
Mera relationship 6 saal se tha, par ab meri shaadi ko 1 saal ho gaya hai. Phir bhi woh mujhse sambandh rakhna chahti hai aur kehti hai ki woh shaadi nahi karegi, bas mera kharcha uthao aur uski zarurat puri karo. Main ab apni wife ke saath hi sambandh rakhna chahta hoon aur usse koi matlab nahi rakhna chahta. Agar main uski baaton ko nahi maanta, to woh mere family aur society mein badnaam karne ki dhamki deti hai. Please help me.
आप उसको एक कानूनी नोटिस भेजें जिसमें लिखा हो कि आप शादीशुदा हैं और कोई संबंध नहीं रखना चाहते। अगर वह परेशान करना या धमकी देना जारी रखती है, तो आप क्रिमिनल मामला दर्ज करें या कोर्ट से प्रतिबंधात्मक आदेश लें। वकील से सलाह लें। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करे।