Loading...
Ek vyakti mujhe mental torture de raha hai, kehta hai ki wo mere bina nahi jee sakta. Wo baar-baar keh raha hai ki mujhe chance do aur meri life mein wapas aao. Maine baar-baar samjhaya hai ki mujhe nahi aana, lekin wo baar-baar yehi poochta hai aur mujhe baat karne ke liye force karta hai. Kabhi wo kehta hai, "Tu Instagram pe online kyun hai?" aur kabhi, "Last seen on kyun kiya?" Main bahut dukhi ho gayi hoon.
मैडम, सबसे पहले आपको उस व्यक्ति का संपर्क हर सोशल मीडिया प्लेटफॉर्म से ब्लॉक कर देना चाहिए। इसके बाद, आप एक विशेषज्ञ वकील की मदद से पुलिस में शिकायत करने पर विचार कर सकती हैं, जो आपको सही कार्रवाई में सहायता करेंगे। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करे।