Loading...
Maine court mein marriage ki thi ritual ke hisaab se. Advocate ko bola tha koi protection nahi chahiye, bas marriage hi karni hai. Phir bhi advocate ne meri knowledge ke bina meri family ke against protection ka case file kar diya aur summons ghar par bhej diye, jabki maine koi case file nahi kiya tha na koi protection mangi thi. Advocate ne apni marzi se case bana diya. Ab aap mujhe batayein is case ko withdraw kaise karein, ya phir ghar walon ko court mein jana padega tabhi solve hoga?
महोदय, आपको इस मामले में अपने वकील से संपर्क करना होगा। आप मामले को वापस लेने के लिए अदालत में याचिका दायर कर सकते हैं। आगे की कानूनी सहायता के लिए हमारे हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।