Loading...
Sir, mera bhai Prayagraj mein study kar raha tha. Gaon ke logo ne aapas ki ladai mein uska bhi naam 351(3) & 352 mein add kar diya, jabki wo tha hi nahi. Abhi wo railway mein ho gaya hai. Case wapas bhi nahi le rahe hain jin logon ne ladai ki thi. Bhai ke paas proof nahi hai, sirf ek last option call location ka hai kyunki ladai ke time wo ghar walon se baat kar raha tha. Kya koi option hai?
अगर आपके भाई का नाम गाँव की लड़ाई में झूठा जोड़ा गया है, तो उसकी मोबाइल लोकेशन और कॉल रिकॉर्ड मजबूत सबूत हो सकते हैं। परिवार गवाही देकर साबित कर सकता है कि वो मौके पर नहीं था। वकील डिस्चार्ज एप्लिकेशन या हाईकोर्ट में BNSS की धारा 528 के तहत केस खत्म करने की याचिका डाल सकता है। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।