क्या बालिग को घर छोड़ने से रोकना कानूनी रूप से सही है?
Sir, meri age 26 saal hai. Maine ghar chhodkar apni marzi se bahar jaane ki koshish ki aur apne maa-baap ke khilaaf police mein complaint bhi ki. Police ke samjhane ke baad bhi mere ghar walon ne mujhe ghar se jaane nahi diya. Woh mujh par baar-baar shaadi ka pressure bana rahe hain aur mujhe raste se pakadkar wapas ghar le aaye. Unhone police ki baat bhi nahi maani aur mujhe dhamki di ki woh SP se baat karke local police ko bhi chup karwa denge, lekin mujhe akela bahar nahi jaane denge. Unhone yeh bhi dhamki di hai ki agar main ghar chhodne ki koshish karunga, to mujhe jaan se maar denge. Aisi situation mein mujhe kya kanooni kadam uthana chahiye?
यदि आपकी उम्र 26 वर्ष है, तो आप कानूनी रूप से बालिग हैं और अपनी इच्छा से कहीं भी रहने तथा अपने जीवन के फैसले लेने का अधिकार रखते हैं। यदि आपके परिवार वाले आपको जबरन रोक रहे हैं, धमकी दे रहे हैं या जान से मारने की धमकी दे रहे हैं, तो तुरंत वरिष्ठ पुलिस अधिकारियों को लिखित शिकायत दें। यदि फिर भी सुरक्षा नहीं मिलती, तो आप अपनी स्वतंत्रता और सुरक्षा के लिए हाई कोर्ट में पिटीशन फाइल कर पुलिस प्रोटेक्शन की मांग कर सकते हैं। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee