शादी के समय लड़की की उम्र छुपाई, अब क्या करें?
Agar meri shaadi nabalig ladki se hui aur ladki ke maa-baap ne mujhe ladki ki asli age bataye bina shaadi kar di, to uske baad ladki mere saath 12 din rahi aur phir apne ghar chali gayi. Baad mein mujhe phone aur chat se pata chala ki ladki ka affair pehle se chal raha tha. Maine roka ki ab shaadi ho chuki hai, aur ab band karo, lekin ladki nahi mani aur mujhse baat karna band kar diya. Phir maine ye baat ladki ke maa ko batayi, to unhone mujhe ulta bola. Kya main ladki ke maa-baap par nabalig se shaadi karwane ka case karke uska shaadi ka kharcha vasool kar sakta hoon, kyunki ladki abhi bhi nabalig hai?
अगर लड़की नाबालिग थी, तो यह बाल विवाह का मामला है। आप लड़की के माता-पिता के खिलाफ प्रोहिबिशन ऑफ़ चाइल्ड मैरिज एक्ट, 2006 के तहत शिकायत कर सकते हैं, खासकर यदि उन्होंने उम्र छिपाई हो। लेकिन शादी का खर्चा वापस मिलना सीधे आसान नहीं है। पहले FIR/शिकायत, उम्र का प्रमाण, चैट और शादी के सबूत सुरक्षित रखें। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee