हाई कोर्ट से कपल प्रोटेक्शन कैसे ले?
Sir, UP mein High Court ka ek faisla aaya tha jisme kaha gaya tha ki agar dono parties present nahin honge to court marriage ka registration nahin hoga. Maine abhi mandir mein poore rituals ke saath shaadi ki hai, photo aur videos bhi hain. Ab mujhe registration karana hai. Mere ek vakil (Lucknow High Court) keh rahe hain ki bina registration ke bhi High Court se protection mil sakta hai. Kya bina registration ke protection mil jayega? Kya yeh sahi hoga?
अगर आपने मंदिर में पूरे रीति-रिवाज से शादी की है और आपके पास फोटो-वीडियो हैं, तो आप शादी का रजिस्ट्रेशन करा सकते हैं। रजिस्ट्रेशन न होने पर भी, अगर आप दोनों बालिग हैं और अपनी मर्जी से साथ रहना चाहते हैं, तो हाई कोर्ट से सुरक्षा (Protection) मिल सकती है। लेकिन भविष्य की परेशानी से बचने के लिए शादी का रजिस्ट्रेशन कराना बेहतर है। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee