धमकियों और उत्पीड़न के खिलाफ क्या कानूनी कार्रवाई की जा सकती है?
Meri love marriage February 2025 mein hui, hum dono ki sahmati se. Hum 2019 se ek dusre ko jaante hain aur tab se relationship mein hain. Shaadi ke baad hum saath reh rahe hain. Mere parents shaadi ke paksh mein hain, lekin ladki ke parents nahi maan rahe. Ab jab humne court marriage ke baare mein ladki ke parents ko bataya, to unhone mujhe call karke dhamki di ki 2-3 din mein 2-3 lakh rupaye do, nahi to woh ladki ki shaadi kahin aur kar denge. Woh mujhe aur meri family ko baar-baar call karke dhamki de rahe hain. Ladki ko bhi keh rahe hain ki ya to rista tod do, ya hum khudkushi kar lenge. Please batayein, is situation mein mujhe kya karna chahiye?

आप दोनों बालिग हैं और आपसी सहमति से शादी की है, जो पूरी तरह से कानूनी है। लड़की के माता-पिता का धमकी देना या पैसे मांगना अपराध है। कॉल रिकॉर्डिंग या मैसेज जैसे सबूत संभालें और पुलिस में शिकायत करें। ज़रूरत पड़े तो कोर्ट से सुरक्षा भी मिल सकती है। कानून आपके साथ है। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee