क्या FIR रद्द होने के बाद सरकारी नौकरी में परेशानी होगी?
Agar High Court BNS Section 109 ke case mein FIR aur charge sheet ko consent quashing ke basis par quash kar deta hai, to kya government job ki joining mein koi dikkat ho sakti hai? Kuch log keh rahe hain ki BNS Section 109 ke case mein government job ke liye sirf honourable acquittal zaroori hota hai. Kya yeh baat sahi hai? Agar High Court ne meri FIR aur charge sheet ko consent quashing ke basis par quash kar diya hai, to government job ke perspective se iska actual legal meaning kya hoga? Kya mujhe joining ke time koi problem ho sakti hai?
यदि हाई कोर्ट ने FIR और चार्जशीट को रद्द कर दिया है, तो सामान्यतः आपराधिक कार्यवाही समाप्त हो जाती है। सरकारी नौकरी में जोइनिंग का निर्णय भर्ती नियमों, पुलिस वेरिफिकेशन और क्वॉशिंग आर्डर के आधार पर होगा। हर BNS धारा 109 मामले में honourable acquittal जरूरी नहीं है। आवेदन में सही जानकारी देकर हाई कोर्ट के आदेश की प्रमाणित प्रति जमा करें। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee