क्या अलग धर्म के लोग शादी कर सकते है?

Main ek Hindu Dalit ladka hoon aur ladki Muslim hai. Hum dono shaadi karna chahte hain. Hum dono legally marriageable age ke hain. Ladki ke paas PAN card, Aadhaar card aur 9th class ki marksheet hai, jabki mere paas apne saare documents hain. Sir, hum dono ko shaadi kahan aur kis legal process ke through karni chahiye? Hum chahte hain ki ek baar Subhash Sir se bhi baat ho jaye, kyunki hum unhe pichhle 4 saal se follow kar rahe hain.

1 Answer
Only verified advocates can give an answer Sign In
Admin
Advocate By LEAD INDIA Answered: 22 Aug 2026

यदि दोनों व्यक्ति बालिग हैं और अपनी इच्छा से शादी करना चाहते हैं, तो केवल अलग-अलग धर्म या जाति होने से शादी पर रोक नहीं है। दोनों स्पेशल मैरिज एक्ट, 1954 के तहत शादी कर सकते हैं, बशर्ते कानूनी शर्तें पूरी हों। सही उम्र और पहचान संबंधी दस्तावेज जरूरी होंगे। संबंधित मैरिज अफसर के सामने निर्धारित प्रक्रिया पूरी करें। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।  

24x7 Help

If we fall short of your expectation in any way, let us know

Payment Trust

All refunds come with no questions asked guarantee

Talk to Lawyer

Talk Now