India mein love marriage karne ka legal process kya hai?
Main aur meri girlfriend shaadi karna chahte hain. Hum dono apni marzi se agree hain. Proof ke liye usne mujhe video bhi bheja hai jisme woh clearly bol rahi hai ki woh bina kisi pressure ke mujhse shaadi karna chahti hai. Lekin uski family mana kar rahi hai kyunki hum different caste se hain ladki ‘Soni’ (OBC) hai aur main ‘Bairwa’ (SC) hoon. Hum kya kar sakte hain jisse family problem bhi na ho aur hamari shaadi bhi ho jaye? Uski family mein pehle bhi intercaste marriage ka case hua tha jisme unhone ladke-ladki par black magic karwaya tha. Hume darr hai ki woh hamare saath bhi kuch galat kar sakte hain ya hamari life kharab/khattam kar sakte hain. Abhi bhi unki family mein ek aisa case chal raha hai jahan unhone ladki ki identity tak deny kar di. Aap batayiye main kya karun?
अगर आप दोनों अपनी मर्जी से शादी करना चाहते हैं, तो कोर्ट मैरिज के तहत आप कानूनी रूप से विवाह कर सकते हैं। यदि परिवार से किसी प्रकार का डर या खतरा है, तो आप पुलिस प्रोटेक्शन के लिए आवेदन भी दे सकते हैं। कानूनी सहायता लेकर आप अपनी शादी और सुरक्षा दोनों सुनिश्चित कर सकते हैं। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee