यदि मानसिक यातना का सामना करना पड़े तो क्या कानूनी कार्रवाई की जा सकती है?
Meri behen ki shaadi ko 8 saal ho gaye hain, uske 2 bachche hain. Uska husband usse mentally torture karta hai, aur ghar walon se milne nahi deta. Humne mahila mandal mein case kar ke dono ke beech sulha karwai thi, lekin uske baad bhi uska husband meri behen ko baat nahi karne deta aur na hi ghar jane deta hai. Wo use galiyan deta hai aur torture karta hai. Ab meri behen talak lena chahti hai, lekin uske ghar wale use dara dhamka kar rakhe hain. Meri behen ko ab uske saath nahi rehna hai. Hum kaise usse chutkara dilayein?
अगर आपकी बहन को मानसिक उत्पीड़न हो रहा है और वह तलाक लेना चाहती है, तो वह महिला थाना या कोर्ट में मामला दर्ज कर सकती है। आपको पुलिस को रिपोर्ट करना चाहिए और अगर जरूरत हो, तो रेस्ट्रेनिंग ऑर्डर भी ले सकते हैं। बहन को डर या धमकी से बचाने के लिए कानूनी मदद लेना जरूरी है। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee