प्रॉपर्टी में अपना हिस्सा कैसे लें?

Mere father mujhe meri property ka hissa nahi de rahe hain. Main kya karun? Police aur family bhi meri madad nahi kar rahe. Agar main court jaati hoon, to alag-alag advocates mujhe different advice dekar confuse kar dete hain. Mujhe samajh nahi aa raha ki main kya karun aur apna legal hissa kaise hasil karun. Pichhle 10 saal se hum alag reh rahe hain aur mere father mujhse koi contact bhi nahi rakhte. Unhone meri mummy ko divorce nahi diya hai, lekin mummy aur main alag rehte hain. Unhone hamara koi kharcha bhi nahi uthaya. Woh kisi dusri aurat ke saath illegal relationship mein reh rahe hain. Aisi situation mein main apna property ka hissa kaise le sakti hoon? Kripya mujhe sahi kanooni salah dein.

1 Answer
Only verified advocates can give an answer Sign In
Admin
Advocate By LEAD INDIA Answered: 07 Apr 2026

अगर जमीन या घर पुश्तैनी है, तो बेटी होने के नाते आपका बराबर का हक बनता है। अगर वह आपके पिता की खुद की खरीदी हुई संपत्ति है, तो उनके जीते-जी हिस्सा मिलना आसान नहीं होता। सबसे पहले जमीन के कागज़ निकलवाइए, फिर लीगल नोटिस भेजिए। जरूरत पड़े तो कोर्ट में बंटवारे (पार्टिशन) का केस और रोक लगाने (इंजंक्शन) का केस करें। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।

24x7 Help

If we fall short of your expectation in any way, let us know

Payment Trust

All refunds come with no questions asked guarantee

Talk to Lawyer

Talk Now