उत्पीड़न के खिलाफ क्या कानूनी कार्रवाई की जा सकती है?

Agar mere padosi aur ghar wale milkar mujhe din bhar chillake aur mere har kadam par chillake pareshan kar rahe hain, aur mujhe dar me rakhte hain, jaise bolne aur chillane se mere breathing pattern ko follow karte hain jisse mujhe bhari dard ka anubhav hota hai, toh mujhe kya karna chahiye? Main is wajah se apne shareer ke har ang me akdan aur uncontrollability mehsoos kar raha hoon, aur wo log mujhe gussa bhi dilate hain. Phir woh pretend karte hain ki main galat hoon aur aur bhi kayi tariko se pareshan karte hain. Main MA Political Science ka student hoon IGNOU JP University se, aur civil services ki taiyari kar raha hoon, isliye wo mujhe padhne nahi dete, aur din ki zaroori cheezen, jaise nahana, raat ko sona, etc., nahi karne dete hain. Main job interviews bhi deta hoon, toh wo usme bhi rukawat dalte hain. Kya karun?

1 Answer
Only verified advocates can give an answer Sign In
Admin
Advocate By LEAD INDIA Answered: 18 Mar 2025

आप मानसिक और शारीरिक उत्पीड़न का सामना कर रहे हैं, जिसे महिला सुरक्षा अधिनियम, 2005 के तहत निपटाया जा सकता है। आप घरेलू हिंसा की शिकायत या सुरक्षा आदेश के लिए आवेदन पुलिस या अदालत में दर्ज कर सकते हैं। आपको घटनाओं का दस्तावेजीकरण करना चाहिए और एक वकील से आगे के कदमों पर चर्चा करनी चाहिए। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
 

24x7 Help

If we fall short of your expectation in any way, let us know

Payment Trust

All refunds come with no questions asked guarantee

Talk to Lawyer

Talk Now