क्या आधार और जन्मतिथि अलग-अलग होने पर कोर्ट मैरिज हो सकती है?
Sir, mera birth certificate mein date of birth 24/05/2004 hai, lekin Aadhaar card mein 24/05/2006 hai. Jis ladki se main pyaar karta hoon, uska birth certificate 25/02/2006 ka hai, par Aadhaar card mein 23/07/2010 likha hai. Dono ka Aadhaar card ek baar update ho chuka hai, aur West Bengal mein class 9 registration bhi Aadhaar wali date par hi hua hai. Ab hum court marriage karna chahte hain, lekin legal age ko lekar confusion hai. Ghar walon ko hamare rishte ke baare mein pata chal gaya hai aur uske saath maar-peet ho rahi hai. Hum bachpan se ek dusre se pyaar karte hain aur ab saath rehna chahte hain bina kisi ko takleef diye. Kripya humein batayein ki hum is situation mein legal tarike se kaise shaadi kar sakte hain. Sir, is baat ko kahin post na karein aur humara naam bhi confidential rakhein. Humein aapki madad ki sach mein zarurat hai.
आप अभी शादी नहीं कर सकते क्योंकि आधार कार्ड के हिसाब से आपकी उम्र 19 साल और लड़की की उम्र 14 साल है। लड़के की शादी की उम्र 21 और लड़की की 18 साल होती है। अगर घर में मारपीट हो रही है तो चाइल्डलाइन 1098 पर कॉल करें। डॉक्युमेंट में बदलाव ना करें। कानूनी उम्र होने पर कोर्ट मैरिज करें। मैं मदद के लिए यहां हूं। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee