पुलिस के दुर्व्यवहार के खिलाफ क्या कार्यवाई कर सकते है?
Hamare ghar mein meri maa, meri do badi behnein aur ek chhota bhai rehte hain. Meri maa aur behnein ek factory mein kaam karti hain. Hamara koi criminal record nahi hai. Phir bhi gaon ke kuch log afwaah phaila rahe hain ki hum ghar mein illegal kaam karte hain. Un logon ne police ko bhi jhoothi shikayat di. Police bina kisi warrant aur bina sachai jaane hamare ghar ki talashi lene aa gayi. Us waqt ghar par sirf auratein thi, mere papa ghar par nahi the. Jab ghar se kuch bhi illegal nahi mila, to police hamari scooty le gayi aur maafi maangne ke bajay meri maa se badtameezi se baat ki. Jab hum apni gaadi lene gaye, to humein dhamki di gayi ki agar dobara koi bhi complaint aayi, chahe jhoothi hi kyun na ho, to poori family ko arrest kar lenge. Police baar-baar ghar aa kar hamari beizzati kar rahi hai, jisse samaj mein hamari image kharab ho rahi hai.
पुलिस बिना वारंट और बिना ठोस कारण घर की तलाशी नहीं ले सकती। आप सबसे पहले पुलिस थाने में लिखित शिकायत दें कि आपके खिलाफ झूठी अफवाहें फैलाई जा रही हैं और पुलिस ने गलत तरीके से कार्रवाई की है। अपनी स्कूटी की रसीद लेकर तुरंत वापसी की मांग करें। अगर धमकी और बदसलूकी जारी रहे, तो वरिष्ठ पुलिस अधिकारी को शिकायत करें। जरूरत पड़े तो मानव अधिकार आयोग या अदालत से भी सुरक्षा और सम्मान की मांग की जा सकती है। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee