सैलरी न मिलने पर क्या कानूनी कार्रवाई की जा सकती है?
Main ek government site par kaam karta hoon jiska tender Globe Security Solution Pvt. Ltd. ke paas hai, jo Gurugram mein located hai. Main Nagpur se Anand baat kar raha hoon. Pichhle 3 mahine se humein salary nahi mili hai. Halaat bahut kharab ho gaye hain, phir bhi hum duty par aa rahe hain. HR se baat karne par kaha jaata hai ki abhi company ko payment nahi mili hai. Mujhe medicines ka kharcha bhi hai aur paison ki bahut zarurat hai. Kripya aap meri kuch madad kar sakte hain. Thank you.
तीन महीने तक सैलरी न देना गलत है। आप कंपनी को लिखित में सैलरी देने के लिए कहिए। अगर फिर भी पैसा न मिले, तो लेबर ऑफिस (श्रम विभाग) में शिकायत कर दीजिए। क्योंकि काम सरकारी साइट पर है, इसलिए पैसा दिलाने की जिम्मेदारी कंपनी और मुख्य नियोक्ता दोनों की होती है। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee